dreams shayari

Dreams Shayari status on future goals

Dreams shayari in hindi to motivate you to make your dreams come true. Khawab insaan ko nahi manzilon ke taraf kadam badhane ka utsaah badhate hai. Thokro aur muskilo se ladkar aage badne ka hausla badhate hai. In dreams ke sahare hum apne life ki disha tay karte hai.

So here are some dreams Shayari in Hindi to put for status which are based on future goals.

“Khwab hai ye zindagi, muskilo me bhi ye khawab he kadam badaate hai”.

“Ek din yahi khwab sukoon denge, pathreele raahon par chalte raho inhe ke sahare”.

“Aankho me khwab de jitne tut chuke to hai magar, ye dil roz bunta bahut hai”.

“Jindagi unhi ki khushaal hai, jo sapno ke liye jeete hai”.

“Sapne aankho me mere kisi aur ke sajaye gaye the, Unhe pura karne ki jehmat kisi aur ne ki”.

Future dreams shayari in hindi

Hamari kismat hamare dreams ki tarah hai, hamari mehnato par tiki hoti hai.

“Khubsoorat khawabo ko mukaamall karne me mehnat lagti to hai. Magar wo fal jab milta hai, to meetha bahut lagta hai”.

“Umar guzar jati hai sapno ko pura karte karte, to kyu na thode bade he paale jaye”.

“Ateet ke itihas ki janjir, kabhi sunehre sapne nahi dekh sakte”.

“Sapne poore karne se pehle, ek list lambi zaroori hai”.

Broken dreams Shayari

Behad mushkil ho jata hai toote khwabon (dreams) se ubharna humara, Kuch shayari un toote khwabon ke naam.

“Duniya dawa badi kadvi hai, tod dete hai log sapne sare”.

“Rakh he bachi hai sapno se ab, unhe uda kar zindagi bitani suru kar di”.

Mohabbat ek khwab Shayari

“Kuch behisaab si baate hai, khud bhi khud se na keh sake jo, Umeed laga baithe hai unse, bin kahe samajh sakenge kya wo”.

“Intazaar ke waqt bahut lambe hote hai, Kamsakam khawaboo me to mil liya kar”.

“Aiena dekha chod diya, wo mujhe tere khawab dikhaya karta tha”.

“Ek khwaab chal raha tha jindagi me, wo bhi toot gaya haqikt dika kar”.

“Hum roj khawabo me unse baat kiya karte hai, Kambakht gustakh ye raat sone nahi deti”.

See some self-love captions too to post on your WhatsApp.

Similar Posts